|
Masihi Namon Ki Lughat
| Naam | Tafseel | ||
|---|---|---|---|
|
آدم / Adam |
Maani: Zameen ya laal mitti se nikala gaya Zaban: Ibri aur Arabi Mukhtasir Tafseel: Sab se pehla insaan. Ashraf-ul-makhluqat Hawalajat: Paidaish 4:1 Deegar Kutub: Dekhiye Adam, Qamoos-ul-Kitab, New, Tori |
||
|
آخز / Ahaz |
Maani: Khuda ne pakra hai Zaban: Ibri Mukhtasir Tafseel: Munqasim Saltanat mein Yehuda ka barahwaan badshah. Hawalajat: 2 Kings 16:1; Matthew 1:9 Deegar Kutub: |
||
|
آسف / Asaph |
Maani: Akhatta karta hai ya paaya-e-takmeel tak pohanchata hai Zaban: Ibri Mukhtasir Tafseel: Jershon ke khandan ka ek Levi jise Dawood aur Sulaiman badshah ne Khuda ki hamd ke liye muqarar kiya tha. Hawalajat: 1 Chronicles 16:5 Deegar Kutub: |
||