یسوع راجا کونے کے سرے کا پتھر ہے
Yesu raja kone ke sare ka pathar hai
وہی میری ہے چٹان اور جان کا لنگر ہے
Wohi meri hai chattan aur jaan ka langar hai
۱
1
جب دُعا میں سر کو جھکاؤں تیرے پاک حضور
Jab duaa mein sir ko jhukaun tere paak huzoor
تب میرا دِل میری روح اور جان ہوتے مسرور
Tab mera dil, meri rooh aur jaan hote masroor
۲
2
باپ اور بیٹے سے یہ رفاقت بڑھتی جاتی ہے
Baap aur bete se yeh rafaqat badhti jaati hai
روحِ مقدس ہر دم مجھ کو یاد دلاتی ہے
Rooh-e-Muqaddas har dam mujh ko yaad dilati hai
۳
3
تیری شفقت کی کثرت سے تیرے گھر میں ہیں
Teri shafqat ki kasrat se tere ghar mein hain
سب قوموں کے پاک خدا کو سجدہ کرتے ہیں
Sab qaumon ke paak Khuda ko sajda karte hain