یسو ع نام میں قدرت پائی جاتی ہے
Yasoo naam mein qudrat pai jaati hai
پاک کلام میں قدرت پائی جاتی ہے
Paak kalaam mein qudrat pai jaati hai
(1)
جو چشمہ کلوری سے بہتا ہے
Jo chashma kloori se bahta hai
وہ آج بھی پاپوں کو دھوتا ہے
Woh aaj bhi papoon ko dhota hai
(2)
وہ کوڑھیوں کو پاک کرتا ہے
Woh koodhyon ko paak karta hai
اور مردے زندہ کرتا ہے
Aur murday zinda karta hai
(3)
وہ اندھی آنکھیں کھولتا ہے
Woh andhi aankhein kholta hai
اور لنگڑ وں کا چلاتا ہے
Aur langron ka chalata hai
(4)
وہ گہنگاروں کو بلاتا ہے
Woh gehnagaron ko bulaata hai
اور دِل میں شانتی بھرتا ہے
Aur dil mein shaanti bharta hai