یسوع کے لہو کی جے جے جے
Yesu ke lahoo ki je je je
یسوع کے لہو کی جے
Yesu ke lahoo ki je
1
یسوع نے کیا پریم مجھ سے
Yesu ne kiya prem mujh se
لہو بہا دیا میرے بدلے
Lahoo baha diya mere badle
2
یسوع کا لہو مجھے شدھ کرتا
Yesu ka lahoo mujhe shuddh karta
آتما شانتی مجھے دِل میں دیتا
Aatma shanti mujhe dil mein deta
3
یسوع کا لہو مجھے پریم دیتا
Yesu ka lahoo mujhe prem deta
پریم سے بھرا ہُوا جیون دیتا
Prem se bhara hua jeevan deta
4
یسوع کا لہو سچی بھگتی دیتا
Yesu ka lahoo sacchi bhakti deta
درشن پتا کا ہے مجھے دیتا
Darshan Pita ka hai mujhe deta
5
یسوع کا لہو سچی شانتی دیتا
Yesu ka lahoo sacchi shanti deta
بوجھ گناہ کا ہے دُور وہ کرتا
Bojh gunah ka hai door woh karta
6
یسوع نے مجھ کو کیچ سے کھینچا
Yesu ne mujh ko keech se kheencha
جیون کے پودے کو جل سے سینچا
Jeevan ke poda ko jal se seencha
7
یسوع نے مجھے اپنی شانتی دے دی
Yesu ne mujhe apni shanti de di
من میں میرے اپنی خوشی بھر دی
Man mein mere apni khushi bhar di
8
بھائیو اور بہنو سب بولو مل کر
Bhaaiyo aur behno sab bolo mil kar
لڑکو اور بچو سب گاؤ مل کر
Ladko aur bacho sab gao mil kar