وہ جو دل کے غریب ہوتے ہیں
Woh jo dil ke ghareeb hote hain
ناصری کے قریب ہوتے ہیں
Nasri ke qareeb hote hain
1
جن کو مرضِ گناہ لاحق ہو
Jin ko marz-e-gunah lahaq hota hai
ان کے یسوع طبیب ہوتے ہیں
Un ke Yeshu tabeeb hote hain
2
جلوے اس کی حسیں تجلی کے
Jalwe us ki hasin tajalli ke
پاک دل کو نصیب ہوتے ہیں
Pak dil ko nasib hote hain
3
جن کی منزلیں محبتیں خالدؔ
Jin ki manzilen mohabbatein Khalid
ان کے لئے رستے صلیب ہوتے ہیں
Un ke liye raste salib hote hain