پروں کے نیچے چھپا لیا ہے
Paron ke neeche chhupa liya hai
خُدا نے مجھ کو بچا لیا ہے
Khuda ne mujh ko bachaa liya hai
1.
جو میرے پاپوں کا بوجھ تھا وہ
Jo mere paapon ka bojh tha woh
مسیح نے سارااُٹھا لیا ہے
Masiha ne saara uthaa liya hai
2.
نہیں ہے خوفِ طوفان مجھ کو
Nahi hai khauf-e-toofan mujh ko
چٹان پر گھر بنا لیا ہے
Chatan par ghar bana liya hai
3.
میں لوٹ آیا جو ہو کے تائب
Main laut aaya jo ho ke taib
گلے سے اُس نے لگا لیا ہے
Gale se us ne laga liya hai