نور ہی نور ہے
Noor Hi Noor Hai
المسیح نور ہے
Al-Masiḥ Noor Hai
1
نور دیتا ہے وہ ہر بشر کو سدا
Noor Dita Hai Woh Har Bashar Ko Sadaa
نور ہی نور ہے ناصری کی ادا
Noor Hi Noor Hai Naasiri Ki Ada
نور ہے ناصری
Noor Hai Naasiri
جلوۂ طور ہے
Jalwa-e-Tur Hai
2
وہ کلامِ خدا دائمی روشنی
Woh Kalaam-e-Khuda Daemi Roshni
دن میں سورج ہے وہ رات میں چاندنی
Din Mein Sooraj Hai Woh Raat Mein Chaandni
وہ جہاں ہے وہاں
Woh Jahan Hai Wahan
تیرگی دُور ہے
Tairagi Door Hai
3
چاند تارے سبھی اس کے ہاتھوں میں ہیں
Chaand Taare Sabhi Us Ke Haathon Mein Hain
یہ نظارے سبھی اس کے ہاتھوں میں ہیں
Yeh Nazaray Sabhi Us Ke Haathon Mein Hain
اس کی ہر بات میں
Us Ki Har Baat Mein
نور ہی نور ہے
Noor Hi Noor Hai