نہ چھوڑے گا نہ چھوڑے گا
Na chhore ga, na chhore ga
اکیلا کبھی نہ چھوڑے گا
Akela kabhi na chhore ga
کبھی نہیں کبھی نہیں کبھی نہیں
Kabhi nahin, kabhi nahin, kabhi nahin
بھی نہیں چھوڑے گا
Bhi nahin chhore ga
(1)
وہ وعدوں میں سچا ہے
Woh wadon mein sacha hai
چرواہا اچھا ہے
Chorwaha achha hai
وہ ابتدا اور انتہا
Woh ibtida aur inteha
الفا اومیگا ہے
Alpha Omega hai
(2)
طوفانوں میں ساتھ ہے
Toofanon mein saath hai
میدانوں میں ساتھ ہے
Medanon mein saath hai
جنگ اس کی وہ خود ہی لڑے
Jang uski woh khud hi lade
نشانوں میں ساتھ ہے
Nishanon mein saath hai
(3)
وہ تنہا راتوں میں
Woh tanha raaton mein
زندگی کے سناٹوں میں
Zindagi ke sunaaton mein
ہر ناامیدی میں
Har na-umeedi mein
اور مشکلاتوں میں
Aur mushkilaton mein