میں دوں گا تم کو طاقت دشمن کے اوپر
Main doon ga tum ko taqat dushman ke upar
سانپوں کے اوپر ، شیطان کے اوپر
Sanpon ke upar, shaitan ke upar
میں دوں گا تم کو ہمت دشمن سے زیادہ
Main doon ga tum ko himmat dushman se zyada
شیروں سے زیادہ، ہر اک سے زیادہ
Sheron se zyada, har ek se zyada
1
میری طاقت دنیا والے کبھی سمجھ نہ پائیں گے
Meri taqat duniya wale kabhi samajh na paayenge
پر میرے سچے چیلے سب یہ طاقت پائیں گے
Par mere sacche cheele sab yeh taqat paayenge
2
میں الشید اور یہوواہ ، عجیب مشیر ثالوث خدا
Main al-shaid aur Yehovah, ajeeb mushir Thaloot Khuda
یہوداہ کا شیر ببربھی ، قدوس خدا غیور خدا
Yahudah ka sher barbarhi, Quddus Khuda ghayoor Khuda
3
میں جیون جل کا دھارا ہوں اور جیون والی روٹی بھی
Main jeevan jal ka dhara hoon aur jeevan wali roti bhi
شاہوں کا شاہ ہے لقب میرا ، میں سچے دل کی جیوتی بھی
Shahoon ka shah hai laqab mera, main sacche dil ki jioti bhi
4
میں باپ بھی ہوں بیٹا بھی اور روحِ حق بھی ہوں
Main baap bhi hoon beta bhi aur Rooh-e-Haq bhi hoon
میں اپنے سارے وعدوں میں سچا و برحق بھی ہوں
Main apne saare waadon mein sachha aur barhaq bhi hoon