ہزارہا لڑکے کھڑے ہیں
Hazaarha Larkay Khaday Hain
خُدا کے تخت کے پاس
Khuda ke takht ke paas
محبت سے وہ بھرے ہیں
Muhabbat se woh bhare hain
اور کرتے ہیں سپاس
Aur karte hain subah
۔۔۔
(کورس)
(Chorus)
گاتے ثناء ثناء ۔ ثناء ہو خُداوند کی
Gaate hain Sanaa Sanaa. Sanaa ho Khuda ki
1
پاک ہو کے سَب گناہوں سے
Pake ho ke sab gunahon se
وہ رہتے ہیں خوش حال
Woh rehte hain khush hal
وہ بچّے ہیں خُداوند کے
Woh bachay hain Khuda ke
اور پیارے نونہال
Aur pyaaray nonhal
2
کس طرح پایا بچّوں نے
Kesay paya bachon ne
وہ عمدہ پاک مقام
Woh umda paak maqam
وہ بچ کے سب تکلیفوں سے
Woh bach kay sab takleefon se
خوش رہتے ہیں مُدام
Khush rehtay hain mudaam
3
خُداوند نے مصلوب ہو کے
Khuda wand ne masloob ho ke
گُناہ سب کیے معاف
Gunah sab kiye maaf
اُس خُو ن میں اُس کے فضل سے
Us khoon mein us ke fazl se
وہ ہوئے ہیں پاک صاف
Woh huay hain paak saaf
4
خُداوند سے وہ عُمر بھر
Khuda wand se woh umr bhar
محبت کرتے تھے
Muhabbat karte thay
سو اَب ہمیشہ اُس کے گھر
So ab hamesha us ke ghar
وہ خرم رہیں گے
Woh khurm rehen ge