دھل گئے ہیں پاپ یہ برکت صلیب کی
Dhal gaye hain paap yeh barkat saleeb ki
زندگی ملی ہے یہ نعمت صلیب کی
Zindagi mili hai yeh naimat saleeb ki
1
سایۂ صلیب تلے ملتی ہے نجات
Saya-e saleeb tale milti hai nijaat
دیکھئے عجیب ہے قدرت صلیب کی
Dekhiye ajeeb hai qudrat saleeb ki
2
جھک رہا ہے ہر بشر صلیب کی طرف
Jhuk raha hai har bashar saleeb ki taraf
کر رہے ہیں آج عبادت صلیب کی
Kar rahe hain aaj ibadat saleeb ki
3
آخری امید مسیح ہے جہان کی
Aakhri umeed Masih hai jahan ki
جان لے فدا تو صداقت صلیب کی
Jaan le fida tu sadaqat saleeb ki